i love film titanic . i too wants to destray myself to be a aprt of her soul.


titanic ( poem in urdu )

her rat main apnay kwab mein ,

tmhain dakhti hoon ,

tmhain mehsos krti hoon ,


faslon se bhat agay ,
jo hmaray darmian khala hay ,
tm usay pur krnay k liye aoe,,
aur krtay chakay jao ,


door ya pass ,
tm jahan be ho ,
mjay yaqeen hay dil miltay ja rahay haon ,


aik dafa phir ,
darwaza kholo aur meray dil mein dakhil ho jao ,
meray dil ko hamesha k liye apna kr lo ...


muhabbat hmain aik dafa choti hay ,
aur hamesha rahti hay ,
yahan tk k hm zindgi ka sath chor jatay hain ,


muhabat tb thi jb main ne tm ko chahaa tha ,
tm iss khobsorat lamhay ko tham lo ,
aur hm hamesha k liye amer ho jain ,


tm yahan hotay ho to kuch nhi dikhta ,
dar lagta haykhin mera dil kho na jaye ,
tm nhi ho gay ,
main hamesha rhon gi kuch aisay,
k jesay tm mray dil mein zinda ho aur
mehfoz ho ,
aur mera dil dhark raha hay
aur darkhta ja raha hay ,




Poetry by mohammad
Read 628 times
Written on 2007-05-23 at 11:39

dott Save as a bookmark (requires login)
dott Write a comment (requires login)
dott Send as email (requires login)
dott Print text


Zoya Zaidi
Mohhabbat Zindagi hai!

Nice poem dear one!

Love, Zoya
2007-05-23


Amanda K
which if you could translate it
2007-05-23