its about the phases of life...where priorities changes n changes continuosly....
......ab be-imani sabhi
Jindagi ke mayne badal jate hain
jaan dene ki baat karte the jo
aaj humse nazare churate hain,
Pyar me khai jo kasame thi kabhi
Chhoda jo rakibo ki khatir hame
lagti hain ab be-imani sabhi,
Sapna tujhe pane ka tut gayaa
tere hath se hath mera chhooth gayaa,
nasib me thi tum unche mahal wale ke
garib ka ashk tha jhoot gayaa,
Tu chala gayaa teri chahat nahi
dil me ab bhi hamare shikayat nahi,
nadan umar ka khel tera hoga ye
gujare jo lamhe sath me hamne
unse jyada jaruri to kaynat nahi.
Copyright@Rajesh Poonia
Poetry by rajesh poonia
Read 846 times
Written on 2010-12-04 at 11:36
Save as a bookmark (requires login)
Write a comment (requires login)
Send as email (requires login)
Print text