....nthg special bas kuchh yade aur unke liye kuchh panktiya....
fir se badal jayegaa
E- Chand tu honsle buland rakhna
shart tujhse kisi ne lagaa rakhi hai,
chandni teri mand padegi lajimi
vo apne mehboob ke prem me naha rakhi hai
aaj fir se ek purani kavita le baithe jo hum
wafaa ka ehsas jane kyu sharminda ho gaya,
park ke tinake jo sath me tode the humne
har tinaka teri yad me jinda ho gayaa,
khairat nahi hai dosto ye jindgi hamaari ha
honsla ha buland ask ankho se na dhal payegaa,
gaye hain jo chhodkar hume aayenge ek din
ye jamana hai, e mere dil fir se badal jayega!
copyright@ Rajesh poonia
Poetry by rajesh poonia
Read 821 times
Written on 2010-12-04 at 11:39
Save as a bookmark (requires login)
Write a comment (requires login)
Send as email (requires login)
Print text